Q 305. Badmazhab ke neeche kaam karne wale mazdoor ko agar koi tohfa ya bonus mile to kya woh le sakta hai?

Quest code (305)

السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَ بَرَكَاتُهُُ

Hazrat agar koi shaksh jiske under me kaam karta ho vo agar Wahabi/Deobandi/ahle Hadees ho aur vo sab kaam karne valo ko koy cheez as a bonus/tohfe ke taur par de to sharayi hukm kya hain? Liya jaye ke nahi?

Aur vo cheez de ke koy aur cheez thode jyada paise de ke bazar se li jaye to aisa karna kaisa?

Rehnumayi farmaye…!

JazakALLAH

Posted in Ask ARC Mufti.