Quest code (345)
Assalam alaykum
Mera sawal ye hai ki
Jis ke zimma farz namazo ka kaza padhana baki hai to,, nawafil padhe ya nahi ,, agar nahi to kon kon si nahi. yani namazo ke baad wale nawafil ya shabe barat ya shabe qadar wali ya sab nawafil plzz karam farmaye