Quest code (406)
Kya farmate hain ulma e deen wa muftiyane ikraam is masle main ek sakhs hai jo apne ko sunni sahiul aqida batata hai jab ki nabi e paak ﷺ ke ak sahabi Hazrat ameer muawiya ؓ ki saan main gustakhi karta hai kahta hai ki main unhe sahabi to door ki baat hai musalman bhi nahi samajta. Us sakhs par sharai hukum kya hai
wazahat farmayen