Q 450. Kya baalo par siyah (kaala) rang laga sakte hai?

Quest code (450)

Kya farmate  hai ulma e deen is masle me ke Zaid Hafize Quran hai Mahe Ramzan me Tarawaeeh sunate hai aur waqt aane par kabhi kabhi farz namaz padate hai lekin woh Dadi ko Siyah (black) Mehendi lagate hai aur masla puchne par kehte hai main Khizab nahi kar raha hun balke Jadi butiyo ki kali Mehendi laga raha hoon to kya jadi butiyon ki kali mehendi lagana jaiz hai Ya nahi  aur kya aise Hafiz ke peeche Namaz padna jaiz hai ya nahi?

YE MASLA BAHOT ZAROORI HAI JALD JAWAB DIJYE PLEASE

Posted in Ask ARC Mufti.