Quest code (449)
Kya farmate hai ulama e deen ke agar ghusl karte waqt shahwat ki wajeh se mani nikle phir thodi hi der mein wahi par peshaab karte hi ghusl kar liya hai us ghusl ke baad ek se zyaada kar nikle toh Kya woh mazee hai ya mani. Is surat mein ghusl farz hota hai?
Hamaam mein peshaab karna kaisa hai?