Q 504. Kya sunni ladki ka nikah shia ladke ke saath ho sakta hai? Aur skype par nikah ho jaayega?

Quest code (504)

Mera Yeh sawal hain ke ladki sunni  musalman hain aur ladka agakhani (Shia)musalman hain aur dono ko nikah karna hain woh bhi Skype par kya nikah jayaz hain aur Skype per nikah kar sakte hain jald se jald rehnumain farmaye.

Agar shadi karna ho to kya tareka hain

Posted in Ask ARC Mufti.