Q 515. Agar koi kahe ki woh sirf Huzoor ﷺ par imaan rakhta hai aur dusre Ambiya par nahi rakhta magar unko Nabi maanta hai. Aisa kehne wale par kya hukm hai?

Quest code (515)

As salamo alay kum

MUFTI Sahab Mera question ye hai do admiyoun ke darmian kuch aisi guftagu. Hui ki ek aadmi ne kaha hum sirf Huzur Mohammad ﷺ par Imaan rakhte hai. Aur kisi Nabi par imaan nahi rakhtay magar tamam Nabyoun ko Nabi mantay hain.

kya ye kufr hai ek ne kaha aur dusray ne is ko thik kaha. Agar ye kufr hai to kiya ye do aadmi ek dusray ke samnay tauba aur tajdid e iman kareingay ya tanha tauba aur tajdid kafi hai

Posted in Ask ARC Mufti.