Q 599. Namazo mein padne waali surate agar tartibwaar na ho to kya hukm hai?

Quest code (599)

Mufti Sahab sawaal Yeh hai ki namazo mein padne waali surate agar tartibwaar na ho to kya HUKM hai? Kya NAMAZ ho jaigi? Aur agar koi tarteebwaar hi surato ko padta hai lekin hamesha wahi surate namaz mein padta hai agarche tartibwaar ho to aise mein kya hukm e shara hoga? Kya NAMAZ ho jaigi?
جزاك الله

Posted in Ask ARC Mufti.