Q 601. Qabrastan ki mitti agar kapdo par lag jaaye ya ghar mein lag jaaye to kya manhoosiyat aa jati hai?

Quest code (601)

Asslamu alaykum

Mai Nasik se hu

Mera sawal ye hai ki logo ka kehna hai ki jab kisi ki mayyat ko dafn karne ke liye jate hai or qabrastan ki mitti kapdo par lag jaaye ya kisi bhi waja se jane anjane me wo mitti ghar me aajae to ghar par manhusiyat cha jati hai aur ghar barbaad hojata hai ya agar kisi ne qabrastan ki mitti ya shamshan ki mitti kisi ke ghar me daal di to woh barbaad o tabah ho jaayega…

Ye baat kaha tak sahi hai?

Posted in Ask ARC Mufti.