Q 648. Zameen (plot) ka karobar karne wale company mein invest karna kaisa hai?

Quest code (648)

Assalam o alaikum

Ek idaare main hum invest Karen ek muddat ke liye Jo plot khareed ke plaza tameer karty hain or inko rent pe bhi dety hain or bade bade projects main bhi invest karty hain. Hamara apne workers ko salary bhi wahan se dete hain Jo saal ke end pe nuqsan ho wo nuqsan bhi add karty agar profit ho to profit bhi add karty hain hamari raqam main agr 20 saal aisa hi ham un ke saath chalty hain to ham ko 4’5 gunah profit dia jata hai jab ki har sal in ka bonus ek jaisa nahi hota kabhi 3% kabhi 4% kabhi 5%. Aap ye bataen Kya wo profit theek ha un ke saath invest karna jaiz hai?

Posted in Ask ARC Mufti.