Q 738 B. Ahle Hadees, Deobandi, Tabligi jamat wagaira kya sab ko wahabi kahege? In sab mein kya farq hai? Aur in firqo se kaise talluqat rakhna chahiye?

Quest code (738)

Assalamu alaikum.

Hazrat kya farmaate hai ulema e ahle sunnat iss mas’ le per ke aaj kal jo’ ,ahle hadis, tabligi jamat deobandi in sabko lagbag wahhabi alfaz se pukara aur pechana jata hai , kya ye sahi hai? Ya in me aqide ka kuch farq hai? Aur kya in sabko gustakh maankar in ke sath len den bol chal aur dusre tamam maamlat khatam kar diye jayenge? Aur Kis maamle me talluk rakha jaaye aur kis chiz me nahi.? JazaakAllah

Posted in Ask ARC Mufti.