Q 1198. Kya ek se zyada umrah karne ke liye ek hi baar niyat karke umrah kare ya phir se miqaat jana hoga?

Quest code (1198)

Assalamu alaikum
Hazrat mera sawal hai ki hum umrah k liye yahan se jaate hain
Poore Ahkaam karne ke baad wahan doosra umrah karnaa ho kisi marhoom k liye, kyaa ? Usi safar mein kar sakte hain yaa nahin?
Ya hamein dobaara india aakar doosri baar niyyat kar k marhoom ke liye dobara jana chahiye
Barae meharbani jawab jald se jald jawab dijiyega jazakallah

Posted in Ask ARC Mufti.