Quest code (2287)
Salaam Masnoon
Imam sharait ke motabiq wala na hone ki wajeh se
Zaid ne khud se hi farz namaz parh li masjid main
Ab imam aya hi nahi,namaz parhane
To sabne Zaid ko imamat karane kaha
Ab aisi halat mai Zaid kya kare?
Usne khud namaz parh li hai, ye bata nahi sakta fitna hoga
To kya ab wo farz ki imamat agar karata hai
To is per kya hukm hoga?
Usne to pehle khud parhli ti farz namaz
Rehnumayi farmaye