Q 643. Aurat ko shehwat ki wajeh jo safed paani aata hai woh paak hota hai ya na paak aur gusl farz hoga ya nahi?

Quest code (643)

Mera sawal paaki ke mutalliq hai, ki jo pani haiz ke dauran aata hai, wo to napak hota hai, lekin sawal ye he ki agar aur dino me shahwat ki wajah se safed pani aa jaye to kya ab gusl karna farz hoga ?? Aur kya ye pani napak hai ??

Posted in Ask ARC Mufti.