Q 806. Agar mahine mein 5 din safar mein ho aur 2 din ghar par aa jaaye to Namaz qasr karege ya poori padhege?

Quest code (806)

Assalamualaikum
Sawal : Mera kaam pune mein hai aur 6 saal hogaye
Pune mein rent par room hai 5 days pune aur 2 din Mumbai mein rehta Hu family Mumbai mein hai
Pune mein Akeley namaz padhta Hu to zohar, Asar aur Isha ki farz (kasar) padhni hogi Yaa puri?
Name : Imran barkati
Address : mumbai

Posted in Ask ARC Mufti.