Q 818. Marsiya aur Nooha sunna kaisa hai?

Quest code (818)

Mera ek sawal hai ki marsiya sunna kaisa hai?

Nooha sunna kaisa hai?

Jo ghame karbala aur Hussain (radiallahian) bayan karte hai Wo sunna kaisa hai?
Aur ye marsiya…
Na puchiye ki kya Hussain hai….
Mujh pe kyu band karte ho Pani ye….Aaj bhi Zainab ki aati hai sada Bhai Hussain…Ye marsiye sunna kaisa hai Rehnumayi frmaen shukria

Posted in Ask ARC Mufti.