Q 874. Ramzan mein Qaza namaz padhne par ek hadith pesh ki jaati hai woh sahih hai ya mauzu?

Quest code (874)

मुझे इस msg की शरई हक़ीक़त जाननी थी… ये msg अब बड़ी तेजी से सोशल मीडिया पर फॉरवर्ड किया जा रहा है…
क्या वाकई क़ज़ा नमाज़ से छुटकारे का कोई तरीक़ा बताया गया है या ये भी महज़ एक चली चलाई अफवाह है…???

बाराये मेहरबानी इस्लाह फरमायें… msg ये है…

QAZA NAMAZ ADA KRNE KA MAUQA.

Irshad – e -Nabvi (S.A.W.W) hay k Jis shakhs ki Namazain Qaza hui hon or taadad Maloom na ho,To woh “Ramzan ke Aakhri Juma” ke din

4 Rakat nafal 1 salam k sath parhay,

Har rakat main “Surah Fatiha” ke baad “Ayatul- kursi 7 baar”
“Surah Kauser 15 baar” parhay,

Agar 700 saal ki namazain bhi Qaza hoi hon to is ke kufaray k liye ye “Namaz” kafi hai.
PLz Ye msg abhi sy send krna shuro kr do ta k (Aakhri Juma sey pehle) ye “Qeemti Tohfa’ har kisi ko mil jaye.

Posted in Ask ARC Mufti.